Tag: islamic teaching
-
Muhammad (SAW) Said: Qayamat Mein Admi Kai Qadam us Waqt Tak Apni Jagha Sai Nahi Hat Sakty Jab Tak 4 Sawal Nahi Karlyea Jaingay – Aaj Ki Taleem # 25
Aaj Ki Taleem # 25 Islamic Teaching: Qayamat Mein Admi Kai Qadam us Waqt Tak Apni Jagha Sai Nahi Hat Sakty Jab Tak 4 Sawal Nahi Karlyea Jaingay. Number 1: Umer Kis Mashghalay Mein Khatam Ki. Number 2: Jawani Kis Kam mein Kharch Ki Number 3: Maal Kis Tarha Kamaya or Kis Kis Masraf Mein…
-
Muhammad (SAW) Said: Jab Admi Apnay Ghar Walo Per Sawab Ki Niyat Sai Kharch Karta Hai To Us Kharch Kernay Sai Usko Sadqah Ka Sawab Milta Hai – Aaj Ki Taleem # 24
Aaj Ki Taleem # 24: Islamic Teaching: Jab Admi Apnay Ghar Walo Per Sawab Ki Niyat Sai Kharch Karta Hai To Us Kharch Kernay Sai Usko Sadqah Ka Sawab Milta Hai. جب آدمی اپنے گھر والو پر ثواب کی نیت سے خرچ کرتا ہے تو اس خرچ کرنے سے اسکو صدقہ کا ثواب ملتا ہی…
-
Muhammad (SAW) Said: Jo Shakhs Suraj Nikalnay Sai Pehlai or Suraj Ghuroob Honay Sai Pehlai Namaz Pardhta Hai – Aaj Ki Taleem # 23
Aaj Ki Taleem # 23: Islamic Teaching: Jo Shakhs Suraj Nikalnay Sai Pehlai or Suraj Ghuroob Honay Sai Pehlai Namaz Pardhta Hai (Fajar or Asar) Woh Jahanum Mein Dakhil Nahi Hoga. جو شخص سورج نکلنے سے پہلے اور سورج غروب ہونے سے پہلے نماز پڈہتا ہے یانی فجر اور عصر اس پر جہنم حرام ہے…
-
Muhammad (SAW) Said: Bila Shak Qayamat Me Logo Mein Sab Sai Ziada Mujhsai Qareeb Woh Shakhs Hoga Jo Sab Sai Ziada Mujhper Durood Bhejega – Aaj Ki Taleem # 22
Aaj Ki Taleem # 22: Islamic Teaching: Bila Shak Qayamat Me Logo Mein Sab Sai Ziada Mujhsai Qareeb Woh Shakhs Hoga Jo Sab Sai Ziada Mujhper Durood Bhejega. بلاشک قیامت میں لوگوں میں سب سے زیادہ مجھ سے قریب وہ شخص جو سب سے زیادہ مجھ پر درود بہیجےگا Islamic Teaching in English Islamic Teaching:…
-
Muhammad (SAW) Said: Hasad Sai Bacho, Hasad Aadmi Ko Is Tarha Kha Jati Hai Jis Tarha Aag Sookhi Lakrio Ko Kha Jati Hai – Aaj Ki Taleem # 21
Aaj Ki Taleem # 21: Islamic Teaching: Hasad Sai Bacho, Hasad Aadmi Ko Is Tarha Kha Jati Hai Jis Tarha Aag Sookhi Lakrio Ko Kha Jati Hai. حسد سے بچو حسد , آدمی کی نیکیوں کو اس طرح کہاجاتا ہے جس طرح آگ سوکھی لکڈیوں کو کہاجاتی ہے Islamic Teaching in English Beware of envy…
-
Muhammad (SAW) Said: Dunya Momin Kai Lea Qaid Khanah Hai or Kafir Kai Lea Janat Hai – Aaj Ki Taleem # 20
Aaj Ki Taleem # 20: Islamic Teaching: Dunya Momin Kai Lea Qaid Khanah Hai or Kafir Kai Lea Janat Hai. دنیاں مومن کے لیےقیدخانہ ہے اور کافرکےلیےجنت ہے Islamic Teaching in English World is a Prison for Believers (Momin) and For Pagan (Kafir) its Heaven. Must Listen And Share For More Updates Stay Tuned With…
-
Muhammad (SAW) Said: Allah Taala Raat Bhar Apni Rehmat Ka Hath Bardhai Rakhty Hein – Aaj Ki Taleem # 18
Aaj Ki Taleem # 18: Islamic Teaching: Allah Taala Raat Bhar Apni Rehmat Ka Hath Bardhai Rakhty Hein Ta Kai Din Ka Gunahgar Raat Ko Toba Karlay or Din Bhar Apni Rehmat Ka Hath Bardhai Rakhty Hein Ta Kai Raat Ka Gunahgar Din Ko Toba Karlay or Yeh Silsila Jari Rahega Yahan Tak Kai Sooraj…
-
Muhammad (SAW) Said: Mujahid Woh Hai Jo Apnay Nafs Sai Jihad Karay Yani Nafsani Khuwahishaat Kai Khilaf Chalnay Ki Koshish Karay – Aaj Ki Taleem # 17
Aaj Ki Taleem # 17: Islamic Teaching: Mujahid Woh Hai Jo Apnay Nafs Sai Jihad Karay Yani Nafsani Khuwahishaat Kai Khilaf Chalnay Ki Koshish Karay. مجاہد وہ ہے جو اپنے نفس سے جہاد کرے یعنی نفسانی خواہشات کے خلاف چلنے کی کوشش کرے Islamic Teaching in English Mujahid is the one who tried to fight…
-
Muhammad (SAW) Said: Jo Shakhs Kisi Musalman Ki Pardah Poshi Karta Hai Allah Tala Dunya Or Akhirat Mein Uski Pardah Poshi Farmaty Hein -Aaj Ki Taleem # 15
Aaj Ki Taleem # 15 Islamic Teaching: Jo Shakhs Kisi Musalman Ki Pardah Poshi Karta Hai Allah Tala Dunya Or Akhirat Mein Uski Pardah Poshi Farmaty Hein Or Allah Tala Banday Ki Madad Farmaty Hein Jab Tak Kai Woh Apnay Bhai Ki Madad Karta Hai. جو شخص کسی مسلمان کی پردہ پوشی کرتا ہے اللہ…
-
Muhammad (SAW) Said: Jo Shakhs Allah Tala Sai Is Hal Mein Milay Kai Woh Unkai Sath Kisi Ko Shirk Na Karta Ho – Aaj Ki Taleem # 14
Aaj Ki Taleem # 14 Islamic Teaching: Jo Shakhs Allah Tala Sai Is Hal Mein Milay Kai Woh Unkai Sath Kisi Ko Shirk Na Karta Ho or Panchon Waqt Ki Namaz Pardhta Ho Or Ramzan Kai Rozay Rakhta Ho Uski Maghfirat Kardi Jayegi. جو شخص اللہ تعالی سے اس ہال میں ملے کہ وہ انکے…
-
Muhammad (SAW) Said: Mein Us Shakhs Kai Lea Jannat Kai Atraaf Ghar Dilanay Ki Zimahdari Laita Hoon – Aaj Ki Taleem # 13
Aaj Ki Taleem # 13 Islamic Teaching: Mein Us Shakhs Kai Lea Jannat Kai Atraaf Ghar Dilanay Ki Zimahdari Laita Hoon Jo Haq Par Honay Kai Bawajood Bhi Jhagra Chorday Or Us Shakhs Kai Lea Jannat Kai Darmyan Ghar Dilanay Ki Zimahdari Laita Hoon Jo Mazaaq Mein Bhi Jhoot Na Bolay Or Us Shakhs Kai…
-
Muhammad (SAW) Said: La Ilaha Illallah ka iqrar karty raha karo qabal iskay kai aisa waqt ai kai tum as kamlay ko na kah sako -Aaj Ki Taleem # 12
Aaj Ki Taleem # 12 Islamic Teaching: La Ilaha Illallah ka iqrar karty raha karo qabal iskay kai aisa waqt ai kai tum as kamlay ko na kah sako yani mout hail hojai kai as kai bad kisi amal ka bhi waqt nahi rahta. zindagi ka zamana buhat he thorda hota hai. لا إله إلا…